

Tumhare meri jindgi me aane se pehle mere dil ki aawaz tha ye lekin aab bhi hai kyoki abhi bhi main bas tumhe soch hi to sakta Ye mera likha hua to nahi lekin dil ke bhut karib hai Ye junun hi tha mera, main ne apni kismat kudh hi likhi hai main abhi kuch bhi nahi hu lekin c c++ ke bare me bhut kuch janta hu dising mujhse achcha koi nahi janta hai jo meri umar ka ho, jo chaha main ne apni kismat me likh diya, lekin aab aakar malum hota hai ki kismat mere se kitna bada mazak kar rahi hai, mujse keh rahi hai ki ab bol likh apni kismat apne aap himmat hai to likh, lekin main ne apni kismat ab tumhare hatho me de di hai kuch bhi karo banao bigado ya jo karo tumhare haat me hai tumhare faisle pe sab kuch hai, main nahi janta ki main kya kar raha hu, lekin ek baar tumhara sath ho to mujhe koi fark nahi padega ki duniya kya kehti hai, duniya ka kam sirf kehna hai, wo sirf mazak uda sakte hai, jajbato ko samjhna unhe nahi aata, main to sirf ye kahunga ki main ne tumhe apni jindgi me sharik kar liya hai abb tum jo chaho kar sakti ho, mujhe fark nahi padta ki tum muslim ho, lekin kya tum bhi meri tarha hi sochti ho? ye main nahi janta, lekin ye jarur janta hu jis kudha ne tumhe or mujhe milaya hai wo behtar janta hai ki kya sahi hai, warna wo mujhe tumse milata hi nahi, puri jindgi main tumhe dundta rehta, har kisi ke liye upar wale ne koi na koi likha hai, main janta hu mere liye tumhe likha hai, agar usne hame milaya hai to aage bhi wo hi hamari madad karega, us se badi to duniya ki koi takat nahi hai na, yakin agar us khuda pe hai to mujhe pe karo, main kabhi tumhara sath nahi choronga, lekin ye chahta hu ki tum bhi kabhi mera sath na choro, abhi mana kar dogi to shayad tora sa sambhal jau, agar baad me tumne mera sath chor diya to main barbad ho jaunga, kahi ka nahi rahunga, meri jindgi barbad karo ya apne pyar se aabad tumhare haath me hai, Mujhe tumse koi shikayat nahi hai shikwa to apni kismat se hai, or us se bhi kya karo, main ne hamesha ye kaha hai AGAR KISMAT PE BHAROSA KARTE HO TO WAHI HOGA HO KISMAT ME LIKHA HAI, VARNA APNI KISMAT APNE AAP LIKH DO, Warna mere jindgi ka suraj kab ka dhal jata Pyar sath hai tumhara shayad yu hi jinda hai deepak Pata nahi kyo ayesha main tum pe marta hu Or ye jarur bata do mere upar bharosa hai ya nahi Meri aankho me aab kuch jyada hi aanso aa gaye hai Main tumhare sath kuch bhi galat bardast nahi kar sakta Main nahi likhh pa rha hu mera dimag kharab ho raha hai,
CHOR DIYA WO RASTA JIS RASTE MOVIE
Tab se aaj tak main ne ye movie dobara nahi dekhi na hi kabhi dekhungaĪjj bhi yaad karta hu aanso nikal jate hai kisi ladki ke sath aisa kyo karte haiīas abhi agar or likha to na jane main kya kya likh dunga Galti meri thi main ne kyo socha ki ye movie mere upar bani hui hai or ye meri girlfriend hai To uski aankh se gire ek ek aansu par main roya Lekin ye sach hai movie me jab rape ke baad wo ro rahi thi Main kisi anjan pe kyo gussa ho jau jo mujhe janta bhi nahi Gussa to mujhe bhut aaya lekin gussa sirf us par kiya jata hai jis se pyar karte hai Main soch raha tha ki ye meri girl friend hai Jo mere paas baithe the us ladke ne mujh se puchaĪise seen pe to khushi hoti hai ladko ko or tu ro raha hai

Lekin fir ek seen tha jisme kangna bahar jane se mana kar deti hai or Main soch raha tha ki ye ladki is ladki ko star bana dega Movie me jo kangna ranaut thi na wo meri girl friend hai or jo ladka shuru me dikhaya tha wo main hu, Jab main movie dekh raha tha to main soch raha tha ki Tumhe shayad mere upar hasi aaye lekin ek baat batata hu Shayad hi ham apne se bura kisi or ko jaan paye Or socho ham kya kya galat karte hai jindgi me Main apne dosto ko to samjha sakta hu lekin shayad kisi anjan ladki ko nahi samjha saktaĪgar ham is duniya ka sabse bura aadmi dekhna chahe to aaina dekhna chahiye Lekin sach hai ye ki aaj tak kisi se main sirf is liye kuch nahi keh paya ki kahi usko bura na lag jaye Jab mere dost kisi ko kehte hai ki is ladki ko kuch bol de, to dar lagta hai, Or keval ladkiya hi kyo main sabhi ki ijjat karta hu Main hamesha ladkiyo ki ijjat karta raha hu Shayad mujhe is se jyada dukh kisi or baat pe ho Ye to wo baat hai jo main kehna chahta tha lekin dar lagta tha ki kahi tum bura na maan jao Main to har waqt sochta hu lekin tum maat sochnaīas ye bata do tumne jo mail kiya hai jisme likha thaĭont ever use and hurt me.bcoz i will forgive u, but i will never forgive myself for loving u and trusting u soo much.so plz.my heart and life is urs.forever! Tora sa khata hu fir sochta hu ki tumne khaya hoga ya nahiįir bhuk hi nahi lagti pata nahi kya chakkar hai Na jane kyo khana time pe nahi kha raha hu Subject: plz, tell me trust me or not ?Īrre rakho to kese pata nahi aaj kal kya ho raha hai
